Waqt hai pass jiske bo bewaqt sa lagta hai. Ab hume zindagi ka har hissa sakt sa lagta hai. Jo har pal sath tha zindagi me hamare. Bo insaan ab hume humse Juda sa lagta hai. #danishsaifi06 #danishsaifi #loveshayari
Din hua or phir raat hui. Kai dafa bss yhi baat hui. Use na aayi kabhi yaad hamari. Zindagi me na phir hamari mulakat hui. #danishsaifi06 #danishsaifi #loveshayari
Unhe ho na ho par hume ehsas to jarur hoga. Jab bo pass hokar bhi humse bahut door hoga. Dil to chahega ki baat kar lu usse ek baar or. Par ye dil bhi us waqt bahut majboor hoga. #danishsaifi06 #danish6022
Bewafa na sahi hum tujhe matlabi to kahenge, Jo chorr gaya mazdhar me bo humsafar to kahenge, Tu aayega ek din mere pass lotkar to dekhna, Hum tujhe us din ajnabi bhi kahenge. #danishsaifi06 #danishsaifi #loveshayari
Samjhaya to bahut use magar samajh na aaya aajtak, Badalna bhi chaha use magar badal na paya aajtak, Yakeen hai itna usper jitna khu par bhi nahi hai, Par chahta hu kya mai bo samajh na paya aajtak. # Mere Alfaz (Danish)
Zindagi kat to jati hai sabki magar kuch reh jata hai. Bo uska akhri sans par apno ko dekhna kuch keh jata hai. Sochta to hai bo ke mil jaye kuch pal orr mujhe apno ke sath. Waqt hai hi aisa ki pal pal me bo pal bhi nikal jata hai. #danishsaifi06 #danishsaifi #loveshayari