Samjhaya to bahut
Samjhaya to bahut use magar samajh na aaya aajtak,
Badalna bhi chaha use magar badal na paya aajtak,
Yakeen hai itna usper jitna khu par bhi nahi hai,
Par chahta hu kya mai bo samajh na paya aajtak.
#Mere Alfaz(Danish)

Comments
Post a Comment