Mai ruth gaya tha

Mai ruth gaya tha usse par baat kuch bhi na thi.
Roz ki tarah karne ko usse baat kuch bhi na thi.
Mai chup tha us waqt jab kuch bol rahi thi bo.
Jab aayi meri baari to mere pass baat kuch bhi na thi.

#danishsaifi06
#danishsaifi
#loveshayari

Comments

Popular posts from this blog

Kareeb rehta hai

ज्यादा कुछ नहीं।

तुम खुदको